PCOS Hai… Phir Bhi Doctor Ne Ye Test Kyun Nahi Likha?
– Dr Zeba Naaz | PCOS & Hormonal Truth बहुत-सी PCOS patients एक ही बात कहती हैं: “Doctor ne bol PCOS hai… par sirf ultrasound likh diya.” Periods irregular hain, weight badh raha hai, acne hai, hair fall hai — फिर भी kuch important tests likhe hi nahi gaye। 👉 सवाल ये नहीं है कि test likha ya nahi, 👉 सवाल ये है कि PCOS ko samjha gaya ya nahi। PCOS Sirf Cysts Ka Naam Nahi Hai PCOS ek hormonal–metabolic disorder hai, jisme: Ovary Hormones Metabolism Insulin Stress axis sab ek-dusre se jude hote hain। Isliye agar diagnosis sirf ultrasound se hua hai, to treatment adhura reh jata hai। PCOS Me Ye Tests Miss Kyun Ho Jate Hain? Kyuki: PCOS ko “gyne problem” samajh liya jata hai Metabolic root ignore ho jata hai Time shortage me sirf obvious cheez check hoti hai Par PCOS ke peeche jo silent hormones ka role hota hai, wo tests me tabhi dikhega jab unhe specifically dekha jaye। PCOS Me Ye Tests Samajhna Zaroori Hai 🔬 1. Fasting Insulin / HOMA-IR 👉 PCOS ka sabse bada roo...